Showing posts with label ik Shaire. Show all posts

Tuesday, October 16, 2012

Humdam Ke Liye Humdam Se Gay By Ameer Menai

Humdam ke liye humdam se gay, humdam ki qasam humdam na milla
Marham ke liye marham se gay, marham ki qasam marham na milla

By Ameer Menai

Thursday, October 11, 2012

Saturday, October 6, 2012

Tuesday, September 18, 2012

Pehli Nazar Ki Qaid By Mohsin Naqvi

Ik bar aur dekh ker azad ker de mujhe "Mohsin"
Ke mein aaj bhi teri pehli nazar ki qaid mein hoon

By Mohsin Naqvi

Saturday, September 15, 2012

Sunday, February 13, 2011

Ik Share

تمہیں میری محبت کی قسم, سچ سچ بتا دینا
گلے میں ڈال کر باہیں , منانا کس سے سیکھا ہے

Monday, September 10, 2007

Kisi ne pocha maa'n kiya hai kon hai?

Kisi ne pocha maa'n kiya hai kon hai?

SUMANDER ne kaha: ik aisy cheez hai, jo apni ulad ke saray raz apnay seenay main chupa laiti hai.

BADILOON ne kaha: ik danak hai, jis main her ik rang numaya hotha hai.

SHAIR ne kaha: ik aisy gazal hai, jo sunnay walay ke seenay main uter jati hai.

MALI ne kaha: gulshan ka dilkash phol hai jis main khobsurti hoti hai.

ULAD ne kaha: mamta ki anmol dastan hai,,jo her dil per qurban hai.

MUSANIF ne kaha: wo hasti hai,jis ki tareef main duniya main alfaz nahi milthay.

JANAT ne kaha: wo hasti hai, jis k qadamon talay main hoon.

KHUDA ne kaha: mairy taraf se, qeemti aur nayab tuhfa hai.

DUA ne kaha: wo shaksiat hai, jo her waqat apni ulad k liya kushkabri ki dua mangti hai.

USTAD ne kaha: ik aisy hasti hai, jis se duniya main koi ristha aziz nahi.

Sadaqat By Dr.Allama Muhammad Iqbal

Dr.Allama Muhammad Iqbal

Ho sadaqat ke liye jis dil mein marne ki tamanha
Pehle apne khaki mein jaan paida kere

By Dr.Allama Muhammad Iqbal

Saturday, October 6, 2012

Phir Uske Bad Nighahoon Mein Bas Gaya Wo Shakhsh - Ik Shaire

Phir uske bad nighahoon mein bas gaya wo shakhsh
Agar-che hum ne use be-dilli se dekha tha

Tuesday, September 18, 2012

Pehli Nazar Ki Qaid By Mohsin Naqvi

Ik bar aur dekh ker azad ker de mujhe "Mohsin"
Ke mein aaj bhi teri pehli nazar ki qaid mein hoon

By Mohsin Naqvi

Saturday, September 15, 2012

Apni Ankhoon Ko Tere Khawab Ka Laluch De Ker - Ik Share

Bari Mushkil Se Sulaya hai khud ko mein ne...!
Apni ankhoon ko tere khawab ka laluch de ker